Logo - Feel The Words

Hamdardi Shayari

Hamdardi kabhi rasm ban jaati hai, dard sachcha rehta hai.

Hamdardi shayari mein is duniya se hamdardi ki ummeed na rakhne ki seekh milti hai, kyunki shiddat se chahne wale bhi bade pyaar se hi jakhm de jaate hain. Isi dard mein Dard-bhari shayari bhi padhein.

10

हमदर्दी एक रस्म है वरना,
कौन किसी का ग़म सहता है...

Hamadardee ek rasm hai varana,
Kaun kisee ka gam sahata hai...

Read more...

9

उम्मीद ना करो इस दुनिया से किसी से हमदर्दी,
की बड़े प्यार से जख्म देते हैँ, शिद्दत से चाहने वाले।

Ummeed na karo is duniya se kisee se hamadardee,
Kee bade pyaar se jakhm dete hain, shiddat se chaahane vaale.

Read more...

8

किस तरह से मुझसे है तेरी याद को हमदर्दी,
देखती है मुझे तन्हा तो चली आती है।

Kis Tarah Se Mujhse Hai Teri Yaad Ko HumDardi,
Dekhti Hai Mujhe Tanha Toh Chali Aati Hai.

Read more...

7

उम्मीद ना कर इस दुनिया में हमदर्दी की,
बड़े प्यार से जख्म देते हैं शिद्दत से चाहने वाले।

Ummid Na Kar Iss Duniya Mein HumDardi Ki,
Bade Pyar Se Zakhm Dete Hain Shiddat Se Chahne Wale.

Read more...

Ek sher yahan tanha mehsoos karte hi yaad ki hamdardi chali aane ki baat karta hai, to doosra kehta hai ki hamdardi ek rasm hai, warna kisi ka gham sachche mein kaun sehta hai. Aage Chaah aur Ham shayari bhi padhein.