Badlaav Shayari
Soch mein chhota sa badlaav, rishton ko bacha sakta hai.
Badlaav shayari mein apni soch mein sirf ek chhota sa badlaav karke kai rishton ko tootne se bachane ki seekh hai. Isi soch mein Chaah shayari bhi padhein.
हम कई रिश्तों को टूटने से बचा सकते हैं
केवल अपनी सोच में यह छोटा सा बदलाव
करके,कि सामने वाला गलत नहीं है,सिर्फ
हमारी उम्मीद से थोङा अलग है.
Hum kai rishton ko tutne se
bcha sakte ha keval apni soch
me yah chota sa badlaw karke
ki samne wala galat nahi ha sirf
humari ummid se thoda alag hai.
लफ़्ज़ों के इत्तेफाक़ में यूँ बदलाव करके देख,
तू देख कर न मुस्कुरा बस मुस्कुरा के देख।
Lafzon ke ittephaaq mein yoon badalaav karake dekh,
Too dekh kar na muskura bas muskura ke dekh.
