Maaf Karna Shayari
Maaf karna kabhi kabhi sabse badi jeet ban jaata hai.
Maaf karna shayari mein nafrat karne se ahmiyat badhne ki bajaye maaf karke saamne wale ko khud sharminda kar dene ka gehra andaaz milta hai, ye jeet chillaakar nahi khamoshi se milti hai. Isi andaaz mein Ahmiyat shayari bhi padhein.
नफ़रत करते तो.. अहमियत बढ़ जाती उनकी,
मैंने.. माफ़ कर के उनको शर्मिंदा कर दिया।
Nafarat karate to, ahamiyat badh jati unki,
Mene, maaf kar ke unako sharminda kar diya !!
यूँ ही शौक़ है हमारा तो शायरी करना ।।
किसी की दुखती रग छू लूँ.तो यारों माफ़ करना..
Yunhi shauq hai hamara to Shayari karna,
Kisi ki dukhti rag chulu to yaaron maaf karana..
Popular Shayari Topics for You.
ऐसा नहीं है कि हमें बातें बुरी नहीं लगती,
एक बस तेरे लिये सारे गुनाह माफ़ है
Aisa nahi hai ki hame baate buri nahi lagati,
Ek bas tere liye saare gunaah maaf hai !!
