Gulistan Shayari
Tere wajood se hi mere gulistan mein raunakein hain.
Gulistan shayari mein gulistan ki har shobha aur bahar ka poora intezaam hone ka khoobsurat Urdu andaaz hai. Isi andaaz mein Haar shayari bhi padhein.
हमीं से रंगे-गुलिस्तां, हमीं से रंगे-बहार
हमीं को नज्मे-गुलिस्तां पर इख्तियार नहीं।
(रंगे-.गुलिस्तां = उद्यान या बाग की शोभा ; रंगे-बहार = हर तरफ फूलों की शोभा; नज्म = प्रबन्ध, इन्तिजाम)
Hamin se range-gulista, hamin se range-bahaar
Hamin ko nazm-e-gulistan par iktiyaar nahin
तेरे वजूद से है, मेरे गुलिस्तां में रौनकें सारी;
तेरे बगैर इस दुनिया को, हम वीरान लिखते हैं!
Tere vajood se hai, mere gulistaan mein raunaken saaree;
Tere bagair is duniya ko, ham veeraan likhate hain!
