December Shayari
December aaya nahi ki purani yaadein dastak dene lagti hain.
December aate hi hawa mein thandak ke saath kisi ki yaad bhi ghulne lagti hai, yeh December Shayari 2 line se lekar lambi panktiyon tak, is sard mausam ke har rang ko samete hai. Naye saal ka jashn 31st December Shayari mein bhi dekhein.
लिपट लिपट कर कह रही हैं, दिसम्बर की ये आखिरी शामें,
अलविदा कहने से पहले एक बार गले तो लगा लो...!
Lipat lipat kar kah rahi hai, December ki ye aakhri shaame,
Alwida kahne se pahle ek baar gale to laga le !!
गुज़र जाता है सारा साल यू तो,
नहीं गुज़रता मगर तन्हा दिसम्बर
Guzar jata hai sara saal yun to,
Nahi guzarta magar tanha December !!
Popular Shayari Topics for You.
आखिरी साँसे गिन रहा है बेचारा दिसम्बर
नए साल के इंतज़ार में पागल है सब
Aakhri saanse gin raha hai bechara December,
Naye saal ki intezaar me pagal hai sab !!
बहुत परेशां करती है ना दिसम्बर की सर्दी....
कुछ देर ही सही, चले आओ मेरी बाहों में
Bahut pareshan karti hai na December ki sardi,
Kuch der hi sahi chale aao meri bahno me !!
31st December Shayari
6
काश कि तुम कोई दिसम्बर होते,
साल के आखिर मे आ तो जाते …
Kaash ki tum koi December hote,
Saal ke aakhir me aa to jaate !!
कुछ ज्यादा ही गिरती है ओस इन दिनों,
ये दिसम्बर भी तुम्हें बहुत याद करता है !!
Kuch jyada hi girti hai aauns in dino,
Ye December bhi tumhe bahut yaad karta hai !!
यारों की शाॅल ओढ के आवारा गर्दियाँ
काटी है हमने यूँ भी दिसम्बर की सर्दियाँ
Yaaro ki shaal odh ke aawargardiyan kaat hai,
Humne yun bhi December ki sardiya kaati hai !!
वो याद आये कुछ यूँ कि लौट आये सब सिलसिले ...
ठंडी हवा सब्ज पत्ते और दिसम्बर के ये दिन
Wo yaad aaye kuch yun ki laut aaye sab silsile,
Thandi hawa, sabj patte aur December ke ye din !!
दिसम्बर सा मैं, जनवरी सी तुम,
पास आकर भी बिछड़ जाते हैं..
December sa me, January si tum
Paas aakar bhi bichad jaate hai !!
April Shayari
1
हरा ही रहता है, ये दिसम्बर हर पल,
जख़्म हरा, यादें हरी, और मौसम भी हरा...
Hara hee rahata hai, ye December har pal,
Zakhm hara, yaaden haree, aur mausam bhee hara...
