Sakht Shayari
Sakhti paidayashi nahi thi, berukhi ne hi banaya hai.
Sakht shayari mein dil ke kuch roz sakht aur be-aaraam rehne ka bechaini bhara ehsaas hai. Isi bechaini mein Aaram shayari bhi padhein.
कुछ रोज़ दिल अपना सख्त बे आराम रहता है,
इसी हालत में लेकर सुबह से तो शाम रहता है।
Kuchh Roz Dil Apna Sakht Be Aaram Rahta Hai,
Isi Halat Mein Lekar Subah Se To Sham Rahta Hai.
भरी सख्ती मिजाज़ों में, नहीं पैदायशी यूँ हम .....
किसी की बेरूखी झेली, पिघल के फिर जमे हैं हम
Bharee sakhtee mijaazon mein, nahin paidaayashee yoon ham .....
Kisee kee berookhee jhelee, pighal ke phir jame hain ham
