Bajrangi Shayari
Bajrangi ki pooja se har sankat door, har kaam aasan ho jata hai.
Bajrangi shayari mein Hanuman ji ki bhakti aur unki pooja se har kaam sawarne ka vishwas jhalakta hai, Ram ji ke charno mein dhyan lagane ki baat ke saath. Isi shraddha mein Dhyan shayari bhi padhein.
बजरंगी तेरी पुजा से हर काम होता हैं,
दर पर तेरे आते ही दूर अज्ञान होता हैं
राम जी के चरणों में ध्यान होता हैं,
इनके दर्शन से बिगड़ा हर काम होता हैं।
Bajrangi Puja Har kam Hota Hai Dar par
tere aate hi dur agyan hota hai Ram ji ke
Charanon Mein Dhyan Hota Hai Inko
Darshan se bigda Har kam Hota Hai.
जिनको श्रीराम का वरदान हैं,
गदा धारी जिनकी शान हैं
बजरंगी जिनकी पहचान हैं,
संकट मोचन वो हनुमान हैं।
Jinko Shree Ram ka vardaan
hain gada dhari jinki shaan hain
Bajrangi jinki pehchan hai sankat
mochan wo hanuman hain.
Popular Shayari Topics for You.
ये दुनिया जो रचे वो भगवान है
संकट जो दूर करे वो हनुमान है
जिससे रूठे ये सारा संसार है
बजरंगी करते उससे प्यार है.
Ye duniya jo rache Wo bhagwan hai
Sankat jo Dur kare wo hanuman hai
Jisse rutha ye sara sansaar hai
Bajrangi karte usse pyaar hai..
