Islam Shayari
Karbala ki aqeedat aur watan se mohabbat, dono ek hi dil mein.
Islam shayari mein Karbala ke sajde se milti bandagi aur Imam Hussain ke zikr wale aqeedat bhare sher milte hain, jo dil ko sukoon se bhar dete hain. Isi aqeedat mein Quotes bhi padhein.
#इस्लाम* मेरा दीन है, और *#भारत* मेरा #वतन...
*ना में मेरा दिन छोड़ सकता हु, ना मेरा वतन
#islaam* mera deen hai, aur *#bhaarat* mera #vatan...
*na mein mera din chhod sakata hu, na mera vatan
सजदे से कर्बला को बंदगी मिल गई,
सबर से उम्मत को ज़िन्दगी मिल गई,
एक छम्मन फातिमा का उजड़ा,
मगर सारे इस्लाम को ज़िन्दगी मिल गई.
Sajday se karbala Ko Bandagi Mil Gai,
Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gai,
Ek Chamman Fatima Ka Ujra,
Magar Sarey Islam Ko Zindagi Mil Gai.
Popular Shayari Topics for You.
सर गैर क आगे न झुकने वाला,
और नेजे पे भी कुरान सुनाने वाला
इस्लाम से क्या पूछते हो कौन हुसैन,
इस्लाम को इस्लाम बनाने वाला.
Sar Gair K Aage Na Jukane Wala,
Aur Nezey Pey Bhi Quraan Sunaney Wala,
Islam Se Kya Poochte Ho Kon Hussain,
Islam Ko Islam Banane Wala.
