Logo - Feel The Words

हाथ ख़ाली हैं तेरे शहर से जाते जाते,
जान होती तो मेरी जान लुटाते जाते,
अब तो हर हाथ का पत्थर हमें पहचानता है,
उम्र गुज़री है तेरे शहर में आते जाते।

Haath khaali hain tere shahar se jaate jaate
Jaan hoti to meri jaan lutaate jaate
Ab to har haath ka patthar hamein pahchanta hai
Umar gujari hai tere shahar mein aate jaate

Haath Shayari Ham Shayari Love Shayari Meri Shayari Patthar Shayari Shahar Shayari Umar Shayari