Logo - Feel The Words

किसी को लगता हैं हिन्दू ख़तरे में हैं,
किसी को लगता मुसलमान ख़तरे में हैं,
धर्म का चश्मा उतार कर देखो यारों,
पता चलेगा हमारा हिंदुस्तान ख़तरे में हैं.

Kisi ko lagate hain hindu khatre mein hai,
Kisi ko lagata musalamaan khatare mein hain !!
Dharm ka chashma utaar kar dekho yaaron,
Pata chalega hamaara hindustaan khatare mein hain !!

Status Desh Bhakti Shayari Dharm Shayari Ham Shayari Hindu Shayari Khat Shayari Yaar Shayari