Logo - Feel The Words

सरहदों पर तनाव हे क्या
ज़रा पता तो करो चुनाव हैं क्या

शहरों में तो बारूदो का मौसम हैं
गाँव चलों अमरूदो का मौसम हैं

Sarhadon par tanaav he kya
Jara pata to karo chunaav hain kya

Shaharon me to baaroodo ka mausam hain
Gaonv chalo amroodon ka mausam hain

Had Shayari Hindi Shayari Mar Shayari Mausam Shayari Sarhad Shayari Shahar Shayari