Logo - Feel The Words

इश्क ने गूथें थे जो गजरे नुकीले हो गए
तेरे हाथों में तो ये कंगन भी ढीले हो गए

फूल बेचारे अकेले रह गए है शाख पर
गाँव की सब तितलियों के हाथ पीले हो गए

Ishq ne goothe the jo gajre nukile ho gaye
Tere haathon me to ye kangan bhi dheele ho gaye

Phool bechare akele rah gaye hain shaakh par
Gaonv ki sab titaliyon ke haath peele ho gaye

Akele Shayari Haath Shayari Hindi Shayari Phool Shayari