Udaasi Shayari
Udaasi zindagi bhar ka saathi ban gayi hai.
Udaasi shayari mein bewajah khush rehne ki koshish ke bawajood udaasi ke zindagi bhar saath rehne ka ehsaas milta hai. Isi dard mein Dukh shayari bhi padhein.
बेवजह खुश रहने लगा हूँ,
उदासी तो ज़िन्दगी भर रहने वाला है !!
Bewajah Khush Rahne Lga Hoon,
Udasi To Zindagi Bhar Rahne Wala Hai !!
शायद उसने गलत सुन लिया मेरी
तारीफों को,
मैंने उससे कहा था वो गुस्से में अच्छी
लगती है, उदासी में नहीं !!
Shayad Usne Galt Sun Liya Meri
Tarifon Ko,
Maine Usse Kaha Tha Wo Gusse Me Acchi
Lgti Hai, Udasi Me Nahi !!
Popular Shayari Topics for You.
मेरी तमन्नाओं की दुनिया पर उदासी छा गयी,
भूली थी कभी जो दास्ताँ आज फिर याद आ गयी।
Meree tamannaon kee duniya par udaasee chha gayee,
Bhoolee thee kabhee jo daastaan aaj phir yaad aa gayee.
