Logo - Feel The Words

Kabir Ke Dohe

Jahan daya hai wahan dharm hai, kahte hain Kabir.

Kabir ke dohe mein 15vi sadi ke sant kabir das ka wo seedha gyaan hai jo na kisi jaati ko poochta hai na kisi mazhab ko, sirf satya aur daya ki baat karta hai. Isi tarah ki gehri baaton ke liye Rahim ke dohe bhi padhein.

10

बुरा जो देखन मैं चला, बुरा न मिलिया कोय।
जो मन खोजा आपना, मुझसे बुरा न कोय॥

Transliteration: Bura jo dekhan main chala, bura na milya koye. Jo man khoja aapna, mujhse bura na koye.

Meaning: When I set out...

Read more...

9

गुरु गोविन्द दोऊ खड़े, काके लागूं पाय।
बलिहारी गुरु आपने, गोविन्द दियो बताय॥

Transliteration: Guru Govind dou khade, kaake laagoon paay. Balihari Guru aapne, Govind diyo bataay.

Meaning: Both the Guru and God stand before me — whose feet should...

Read more...

8

माटी कहे कुम्हार से, तू क्या रौंदे मोहि।
एक दिन ऐसा आएगा, मैं रौंदूंगी तोहि॥

Transliteration: Maati kahe kumhar se, tu kya raunde mohi. Ek din aisa aayega, main raundoongi tohi.

Meaning: The clay tells the potter, 'Why do you...

Read more...

7

काल करे सो आज कर, आज करे सो अब।
पल में परलय होएगी, बहुरि करेगा कब॥

Transliteration: Kaal kare so aaj kar, aaj kare so ab. Pal mein pralay hoyegi, bahuri karega kab.

Meaning: Do tomorrow's work today, and today's...

Read more...

General Doha

6

बड़ा हुआ तो क्या हुआ, जैसे पेड़ खजूर।
पंथी को छाया नहीं, फल लागे अति दूर॥

Transliteration: Bada hua to kya hua, jaise ped khajoor. Panthi ko chaaya nahin, phal laage ati door.

Meaning: What good is greatness, like a...

Read more...

5

दुख में सुमिरन सब करे, सुख में करे न कोय।
जो सुख में सुमिरन करे, तो दुख काहे को होय॥

Transliteration: Dukh mein sumiran sab kare, sukh mein kare na koye. Jo sukh mein sumiran kare, to dukh kahe ko...

Read more...

4

साईं इतना दीजिये, जा में कुटुम समाय।
मैं भी भूखा न रहूं, साधु न भूखा जाय॥

Transliteration: Sai itna dijiye, ja mein kutumb samaay. Main bhi bhookha na rahoon, sadhu na bhookha jaay.

Meaning: O Lord, give me just enough...

Read more...

3

जब मैं था तब हरि नहीं, अब हरि है मैं नाहिं।
सब अँधियारा मिट गया, जब दीपक देख्या माहिं॥

Transliteration: Jab main tha tab Hari nahin, ab Hari hai main naahin. Sab andhiyara mit gaya, jab deepak dekhya maahin.

Meaning:...

Read more...

2

पोथी पढ़ि पढ़ि जग मुआ, पंडित भया न कोय।
ढाई आखर प्रेम का, पढ़े सो पंडित होय॥

Transliteration: Pothi padhi padhi jag mua, pandit bhaya na koye. Dhaai aakhar prem ka, padhe so pandit hoye.

Meaning: The world died reading...

Read more...

Rahim Doha

1

निंदक नियरे राखिये, आँगन कुटी छवाय।
बिन पानी साबुन बिना, निर्मल करे सुभाय॥

Transliteration: Nindak niyare rakhiye, aangan kuti chhavaay. Bin paani sabun bina, nirmal kare subhaay.

Meaning: Keep your critic close by, build him a hut in your courtyard...

Read more...

You may also like

Yahan Kabir ke wo dohe hain jo bazaar mein khada hokar sabki khair maangte hain aur kisi se na dosti rakhte hain na bair. Aage Tulsidas aur Vrind ke dohe bhi padhein.